baithak

↑ Grab this Headline Animator

Sunday, May 23, 2010

circle / daira

circle

i walked
in one direction
passed by the banyan
searched jungles, deserts
rivers, mountains
rest stops
were left behind

seasons changed
years piled and
i arrived
at the same banyan tree
older, greyer, weaker
but not wiser
and still missed her

daira

chalta raha maiN chalta raha
ik sim't musal'sal chalta raha
rah e safar maiN darakht aa'aye
jungal, sehra, darya, aur pahaR
bastiaN aa'eeN aur woh na mila

chalta raha maiN chalta raha
ik sim't musal'sal chalta raha
jungal, sehra, darya, pahaR
sub ko oo'boor karta gaya maiN

chalta raha maiN chalta raha
aur itni musafat karli te'h
kay woh darakht phir nazar aa'aye
aur daira hu'a mukammil
laikin haath kuch aaya nahiN
oos ko kahiN paya nahiN

0 Comments:

Post a Comment

<< Home